Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut, Urdu Ghazal By Hamidi Kashmiri

Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamidi Kashmiri. Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آئے مشرق سے شہسوار بہت

حامدی کاشمیری

آئے مشرق سے شہسوار بہت

کس کو تھا ان کا انتظار بہت

قافلوں کی کوئی خبر سی نہیں

دور اٹھتا رہا غبار بہت

صبح ہونے تک اس نے جان نہ دی

عمر بھر تھا خود اختیار بہت

پھر کوئی سانحہ ہوا ہوگا

مہرباں کیوں ہیں غم گسار بہت

کیوں ہے ہر ذرہ کربلا منظر

ہے ہمیں ان پہ اعتبار بہت

ہو گئی سب کے آگے رسوائی

کس ہنر پر تھا افتخار بہت

حامدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut

Hamidi Kashmiri

aae mashriq se shahsawar bahut
kis ko tha un ka intizar bahut

qafilon ki koi KHabar si nahin
dur uThta raha ghubar bahut

subh hone tak us ne jaan na di
umr bhar tha KHud-iKHtiyar bahut

phir koi saneha hua hoga
mehrban kyun hain gham-gusar bahut

kyun hai har zarra karbala-manzar
hai hamein un pe e'tibar bahut

ho gai sab ke aage ruswai
kis hunar par tha iftiKHar bahut

(1294) ووٹ وصول ہوئے

You can read Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut written by Hamidi Kashmiri at UrduPoint. Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut is one of the masterpieces written by Hamidi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Hamidi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamidi Kashmiri' above.

Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aae Mashriq Se Shahsawar Bahut, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.