KHud Hi Be-asra Karte Hain, Urdu Ghazal By Hamidi Kashmiri

KHud Hi Be-asra Karte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hamidi Kashmiri. KHud Hi Be-asra Karte Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHud Hi Be-asra Karte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خود ہی بے آسرا کرتے ہیں

حامدی کاشمیری

خود ہی بے آسرا کرتے ہیں

ہاتھ اٹھا کر دعا بھی کرتے ہیں

رات بھر پیڑ چپ بھی رہتے ہیں

دل میں محشر بپا بھی کرتے ہیں

چھین لیتے نہیں بصارت ہی

وہ تو بے دست و پا بھی کرتے ہیں

کوئی پہچان ہو نہیں پاتی

پردے کیا کیا اٹھا بھی کرتے ہیں

آتے ہی سر قلم نہیں کرتے

پہلے خود آشنا بھی کرتے ہیں

وار کرتے نہیں وہ چھپ کر ہی

کشت و خوں برملا بھی کرتے ہیں

حامدی کاشمیری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHud Hi Be-asra Karte Hain

Hamidi Kashmiri

KHud hi be-asra karte hain
hath uTha kar dua bhi karte hain

raat bhar peD chup bhi rahte hain
dil mein mahshar bapa bhi karte hain

chhin lete nahin basarat hi
wo to be-dast-o-pa bhi karte hain

koi pahchan ho nahin pati
parde kya kya uTha bhi karte hain

aate hi sar qalam nahin karte
pahle KHud aashna bhi karte hain

war karte nahin wo chhup kar hi
kisht o KHun barmala bhi karte hain

(861) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHud Hi Be-asra Karte Hain written by Hamidi Kashmiri at UrduPoint. KHud Hi Be-asra Karte Hain is one of the masterpieces written by Hamidi Kashmiri. You can also find the complete poetry collection of Hamidi Kashmiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hamidi Kashmiri' above.

KHud Hi Be-asra Karte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHud Hi Be-asra Karte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.