TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha, Urdu Ghazal By Hussain Abid

TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Abid. TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹوٹ کر گرتی فصیلوں پر ہوا کا شور تھا

حسین عابد

ٹوٹ کر گرتی فصیلوں پر ہوا کا شور تھا

رات بھر شہر بدن میں کس بلا کا شور تھا

دھوپ نکلی تو وہی پیاسی زمیں کے ہونٹ تھے

بستیوں میں دور تک گہری گھٹا کا شور تھا

طائر خوشبو کے حق میں ہجرتیں ورثہ ہوئیں

خیمہ گاہ گل میں وہ باد صبا کا شور تھا

شہر سارا خوف کے گونگے قلعے میں قید تھا

اک خدائے وقت کی حاکم صدا کا شور تھا

وہ فقط اک شور تھا ہم پر پس مقتل کھلا

حلقۂ یاراں میں جو رسم وفا کا شور تھا

حسین عابد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha

Hussain Abid

TuT kar girti fasilon par hawa ka shor tha
raat bhar shahr-e-badan mein kis bala ka shor tha

dhup nikli to wahi pyasi zamin ke honT the
bastiyon mein dur tak gahri ghaTa ka shor tha

tair-e-KHushbu ke haq mein hijraten wirsa huin
KHema-gah-e-gul mein wo baad-e-saba ka shor tha

shahr sara KHauf ke gunge qile mein qaid tha
ek KHuda-e-waqt ki hakim sada ka shor tha

wo faqat ek shor tha hum par pas-e-maqtal khula
halqa-e-yaran mein jo rasm-e-wafa ka shor tha

(768) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha written by Hussain Abid at UrduPoint. TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha is one of the masterpieces written by Hussain Abid. You can also find the complete poetry collection of Hussain Abid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Abid' above.

TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like TuT Kar Girti Fasilon Par Hawa Ka Shor Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.