Wahshat Hai Be-zari Hai, Urdu Ghazal By Iftikhar Haidar

Wahshat Hai Be-zari Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Haidar. Wahshat Hai Be-zari Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wahshat Hai Be-zari Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وحشت ہے بے زاری ہے

افتخار حیدر

وحشت ہے بے زاری ہے

شام بھی کتنی بھاری ہے

باہر اک سناٹا ہے

اندر آہ و زاری ہے

لکھ دیتا ہوں حال دل

کہنے میں دشواری ہے

درد مصیبت بے چینی

اپنی سب سے یاری ہے

سینہ چرتا جاتا ہے

خواہش ہے یا آری ہے

میرے دل کے کمرے میں

یادوں کی الماری ہے

پریم نگر کا ہر بندہ

جذبوں کا بیوپاری ہے

آپ محبت کہتے ہیں

دھوکہ ہے مکاری ہے

سوز ہے میرے لفظوں میں

لہجے میں سرشاری ہے

شعر نہیں لکھتا صاحب

پیہم اشک شماری ہے

افتخار حیدر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wahshat Hai Be-zari Hai

Iftikhar Haidar

wahshat hai be-zari hai
sham bhi kitni bhaari hai

bahar ek sannaTa hai
andar aah-o-zari hai

likh deta hun haal-e-dil
kahne mein dushwari hai

dard musibat bechaini
apni sab se yari hai

sina charta jata hai
KHwahish hai ya aari hai
mere dil ke kamre mein
yaadon ki almari hai

prem nagar ka har banda
jazbon ka byopari hai

aap mohabbat kahte hain
dhoka hai makkari hai

soz hai mere lafzon mein
lahje mein sarshaari hai

sher nahin likhta sahab
paiham ashk-shumari hai

(629) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wahshat Hai Be-zari Hai written by Iftikhar Haidar at UrduPoint. Wahshat Hai Be-zari Hai is one of the masterpieces written by Iftikhar Haidar. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Haidar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Haidar' above.

Wahshat Hai Be-zari Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wahshat Hai Be-zari Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.