Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun, Urdu Ghazal By Imdad Akash

Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imdad Akash. Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذرا سی دیر کو چولا بدل کے دیکھتا ہوں

امداد آکاش

ذرا سی دیر کو چولا بدل کے دیکھتا ہوں

حصار ذات سے باہر نکل کے دیکھتا ہوں

معاملہ نہ سہی ایک تجربہ ہی سہی

تمہارے ساتھ بھی دو گام چل کے دیکھتا ہوں

نہیں ہے علم مجھے آج کی حقیقت کا

مگر عجیب ہوں میں خواب کل کے دیکھتا ہوں

مجھے ملا ہے پس مرگ زندگی کا سراغ

حیات میں بھی مناظر اجل کے دیکھتا ہوں

امداد آکاش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun

Imdad Akash

zara si der ko chola badal ke dekhta hun
hisar-e-zat se bahar nikal ke dekhta hun

moamla na sahi ek tajraba hi sahi
tumhaare sath bhi do-gam chal ke dekhta hun

nahin hai ilm mujhe aaj ki haqiqat ka
magar ajib hun main KHwab kal ke dekhta hun

mujhe mila hai pas-e-marg zindagi ka suragh
hayat mein bhi manazir ajal ke dekhta hun

(542) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun written by Imdad Akash at UrduPoint. Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun is one of the masterpieces written by Imdad Akash. You can also find the complete poetry collection of Imdad Akash by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imdad Akash' above.

Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zara Si Der Ko Chola Badal Ke Dekhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.