Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga, Urdu Ghazal By Inam Nadeem

Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Nadeem. Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس روز ترے ہجر سے فرصت میں رہوں گا

انعام ندیم

جس روز ترے ہجر سے فرصت میں رہوں گا

معلوم نہیں کون سی وحشت میں رہوں گا

کچھ دیر رہوں گا کسی تارے کے جلو میں

کچھ دیر کسی خواب کی خلوت میں رہوں گا

خاموش کھڑا ہوں میں در خواب سے باہر

کیا جانیے کب تک اسی حالت میں رہوں گا

کچھ روز ابھی اور ہے یہ آئنہ خانہ

کچھ روز ابھی اور میں حیرت میں رہوں گا

دل میں جو یہ احساس کی کونپل سی کھلی ہے

تا دیر ندیمؔ اس کی مسرت میں رہوں گا

انعام ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga

Inam Nadeem

jis roz tere hijr se fursat mein rahunga
malum nahin kaun si wahshat mein rahunga

kuchh der rahunga kisi tare ke jilau mein
kuchh der kisi KHwab ki KHalwat mein rahunga

KHamosh khaDa hun main dar-e-KHwab se bahar
kya jaaniye kab tak isi haalat mein rahunga

kuchh roz abhi aur hai ye aaina-KHana
kuchh roz abhi aur main hairat mein rahunga

dil mein jo ye ehsas ki konpal si khuli hai
ta-der 'nadim' us ki masarrat mein rahunga

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga written by Inam Nadeem at UrduPoint. Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga is one of the masterpieces written by Inam Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Inam Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Nadeem' above.

Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Roz Tere Hijr Se Fursat Mein Rahunga, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.