Hamein To Intizari Aur Hi Thi, Urdu Ghazal By Inam Nadeem

Hamein To Intizari Aur Hi Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Nadeem. Hamein To Intizari Aur Hi Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hamein To Intizari Aur Hi Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہمیں تو انتظاری اور ہی تھی

انعام ندیم

ہمیں تو انتظاری اور ہی تھی

مگر باد بہاری اور ہی تھی

سنبھلتا کیا سنبھالے سے تمھارے

کہ دل کو بے قراری اور ہی تھی

تھی میرے خواب سے باہر بھی دنیا

مگر ساری کی ساری اور ہی تھی

سبھی کچھ تھا ہمارے دل کے بس میں

مگر بے اختیاری اور ہی تھی

ہمارا دل کوئی شیشہ نہیں تھا

پر اب کے سنگ باری اور ہی تھی

جیے گرچہ اسی دنیا میں ہم بھی

مگر دنیا ہماری اور ہی تھی

انعام ندیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hamein To Intizari Aur Hi Thi

Inam Nadeem

hamein to intizari aur hi thi
magar baad-e-bahaari aur hi thi

sambhalta kya sambhaale se tumhaare
ki dil ko be-qarari aur hi thi

thi mere KHwab se bahar bhi duniya
magar sari ki sari aur hi thi

sabhi kuchh tha hamare dil ke bas mein
magar be-iKHtiyari aur hi thi

hamara dil koi shisha nahin tha
par ab ke sang-bari aur hi thi

jiye garche isi duniya mein hum bhi
magar duniya hamari aur hi thi

(525) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hamein To Intizari Aur Hi Thi written by Inam Nadeem at UrduPoint. Hamein To Intizari Aur Hi Thi is one of the masterpieces written by Inam Nadeem. You can also find the complete poetry collection of Inam Nadeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Nadeem' above.

Hamein To Intizari Aur Hi Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hamein To Intizari Aur Hi Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.