Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ کون دل ہے جہاں جلوہ گر وہ نور نہیں

انعام اللہ خاں یقین

وہ کون دل ہے جہاں جلوہ گر وہ نور نہیں

اس آفتاب کا کس ذرہ میں ظہور نہیں

کوئی شتاب خبر لو کہ بے نمک ہے بہار

چمن کے بیچ دوانوں کا اب کے شور نہیں

تجلیوں سے پہنچتا ہے کب اسے آسیب

صنم کدہ ہے نہ آخر یہ کوہ طور نہیں

ترے سفر کی خبر سن کے جان دھڑکوں سے

جو پہنچوں مرگ کے نزدیک میں تو دور نہیں

کوئی بھی دیتا ہے لڑکوں کے ہاتھ شیشۂ دل

یقیںؔ میں غور سے دیکھا تو کچھ شعور نہیں

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin

Inamullah Khan Yaqeen

wo kaun dil hai jahan jalwa-gar wo nur nahin
is aaftab ka kis zarre mein zuhur nahin

koi shitab KHabar lo ki be-namak hai bahaar
chaman ke beach diwanon ka ab ke shor nahin

tajalliyon se pahunchta hai kab use aaseb
sanam-kada hai na aaKHir ye koh-e-tur nahin

tere safar ki KHabar sun ke jaan dhaDkon se
jo pahunchun marg ke nazdik main to dur nahin

koi bhi deta hai laDkon ke hath shisha-e-dil
'yaqin' main ghaur se dekha to kuchh shuur nahin

(496) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Kaun Dil Hai Jahan Jalwa-gar Wo Nur Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.