Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin, Urdu Ghazal By Inayat Ali Khan Inayat

Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inayat Ali Khan Inayat. Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دبایا سر تو کہا درد میرے سر میں نہیں

عنایت اللہ خان عنایت

دبایا سر تو کہا درد میرے سر میں نہیں

کمر دبائی تو بولے میاں کمر میں نہیں

جو تیرے اپلوں میں بو ہے نہیں وہ عنبر میں

جو ٹھونٹیوں میں تری بو ہے وہ اگر میں نہیں

عدو کے وار کی میں فکر کیوں کروں یارو

وہ روک ہے مرے جوتے میں جو سپر میں نہیں

تمہاری فارسی بالکل نہیں سمجھتا میں

چلو پلنگ پہ تم میں اگر مگر میں نہیں

ہمارے پاس کہاں زر ٹٹولتے کیا ہو

سوائے زور کے اب کچھ مری کمر میں نہیں

قدیم ہی سے مرا نفس سیدھا سادہ ہے

سوائے خیر کے اب تک کسی کے شر میں نہیں

کوئی نظیر دکھاؤ مجھے کوئی قانون

جو کاٹتے ہو مرا سر یہ سرکلر میں نہیں

لنگوٹ تک بھی مرا لے گئے وہ انگیا کو

لٹا ہوں ایسا کہ کوئی لٹا غدر میں نہیں

ہزاروں بوسے دئے جاتے ہو رقیبوں کو

ہمارے واسطے کوئی نظر گذر میں نہیں

میں اپنے کھونٹے کے بل کودتا ہوں اے منعم

جو زور ہے مرے بازو میں تیرے زر میں نہیں

بچا کے وار عدو کے لگاؤں گا فرسا

نہیں ہے خوف مجھے تیغ گر کمر میں نہیں

کسی کا زرد ہے منہ اور کسی کا کالا ہے

تمہارے مثل جفا چرخ نیل گر میں نہیں

سکھا دیا ہے یہ درباں کو اس پری رو نے

عنایتؔ آئے تو کہہ دے حضور گھر میں نہیں

عنایت اللہ خان عنایت

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin

Inayat Ali Khan Inayat

dabaya sar to kaha dard mere sar mein nahin
kamar dabai to bole miyan kamar mein nahin

jo tere uplon mein bu hai nahin wo ambar mein
jo ThuTiyon mein teri bu hai wo agar mein nahin

adu ke war ki main fikr kyon karun yaro
wo rok hai mere jute mein jo sipar mein nahin

tumhaari farsi bilkul nahin samajhta main
chalo palang pe tum main agar magar mein nahin

hamare pas kahan zar TaTolte kya ho
siwae zor ke ab kuchh meri kamar mein nahin

qadim hi se mera nafs sidha-sada hai
siwae KHair ke ab tak kisi ke shar mein nahin

koi nazir dikhao mujhe koi qanun
jo kaTte ho mera sir ye circular mein nahin

langoT tak bhi mera le gae wo angiya ko
luTa hun aisa ki koi luTa ghadar mein nahin

hazaron bose diye jate ho raqibon ko
hamare waste koi nazar-guzar mein nahin

main apne khunTe ke bal kudta hun ai munim
jo zor hai mere bazu mein tere zar mein nahin

bacha ke war adu ke lagaunga farsa
nahin hai KHauf mujhe tegh gar kamar mein nahin

kisi ka zard hai munh aur kisi ka kala hai
tumhaare misl jafa charKH-e-nil-gar mein nahin

sikha diya hai ye darban ko us pari-ru ne
'inayat' aae to kah de huzur ghar mein nahin

(472) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin written by Inayat Ali Khan Inayat at UrduPoint. Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin is one of the masterpieces written by Inayat Ali Khan Inayat. You can also find the complete poetry collection of Inayat Ali Khan Inayat by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inayat Ali Khan Inayat' above.

Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dabaya Sar To Kaha Dard Mere Sar Mein Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.