Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai, Urdu Ghazal By Injeel Saheefa

Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Injeel Saheefa. Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فضا میں رنگ سے بکھرے ہیں چاندنی ہوئی ہے

انجیل صحیفہ

فضا میں رنگ سے بکھرے ہیں چاندنی ہوئی ہے

کسی ستارے کی تتلی سے دوستی ہوئی ہے

مری تمام ریاضت کا ایک حاصل ہے

وہی دعا جو تیرے نام سے جڑی ہوئی ہے

میں حادثے سے نکل آئی ہوں مگر دیکھو

زمین اب بھی مرے جسم پر پڑی ہوئی ہے

ابھی تو تو نے مرا ہاتھ بھی نہیں تھاما

یہ کس خبر سے زمانے میں سنسنی ہوئی ہے

اداسی جونک ہے یہ خون چوس لیتی ہے

یہ بات میں نے کہیں اور بھی سنی ہوئی ہے

میں تیرے لمس کے جادو سے خوب واقف ہوں

وہ شاخ ہوں جو ترے ہاتھ پر ہری ہوئی ہے

جو آنکھیں سینک رہے ہیں انہیں خبر ہی نہیں

یہاں پہ خواب جلے ہیں تو روشنی ہوئی ہے

میں لال رنگ لگاتی تھی نیلے خوابوں کو

اسی لئے تو یہ تعبیر کاسنی ہوئی ہے

وہ میرے بارے میں کیا سوچتا ہے کیا معلوم

خدا سے میری ملاقات سرسری ہوئی ہے

میں پچھلے سال کی تصویر بھیج دیتی تجھے

مگر یہ ایک طرف سے ذرا جلی ہوئی ہے

مزا تو جب ہے کہ انجیلؔ ہی لگے سب کو

نزول عشق پہ جتنی بھی شاعری ہوئی ہے

انجیل صحیفہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai

Injeel Saheefa

faza mein rang se bikhre hain chandni hui hai
kisi sitare ki titli se dosti hui hai

meri tamam riyazat ka ek hasil hai
wahi dua jo tere nam se juDi hui hai

main hadse se nikal aai hun magar dekho
zamin ab bhi mere jism par paDi hui hai

abhi to tu ne mera hath bhi nahin thama
ye kis KHabar se zamane mein sansani hui hai

udasi jonk hai ye KHun chus leti hai
ye baat main ne kahin aur bhi suni hui hai

main tere lams ke jadu se KHub waqif hun
wo shaKH hun jo tere hath par hari hui hai

jo aankhen senk rahe hain unhen KHabar hi nahin
yahan pe KHwab jale hain to raushni hui hai

main lal rang lagati thi nile KHwabon ko
isi liye to ye tabir kasni hui hai

wo mere bare mein kya sochta hai kya malum
KHuda se meri mulaqat sarsari hui hai

main pichhle sal ki taswir bhej deti tujhe
magar ye ek taraf se zara jali hui hai

maza to jab hai ki 'injil' hi lage sab ko
nuzul-e-ishq pe jitni bhi shairi hui hai

(538) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai written by Injeel Saheefa at UrduPoint. Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai is one of the masterpieces written by Injeel Saheefa. You can also find the complete poetry collection of Injeel Saheefa by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Injeel Saheefa' above.

Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Faza Mein Rang Se Bikhre Hain Chandni Hui Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.