Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se, Urdu Ghazal By Insha Allah Khan Insha

Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Insha Allah Khan Insha. Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

یہ جو مجھ سے اور جنوں سے یاں بڑی جنگ ہوتی ہے دیر سے

انشا اللہ خاں انشا

یہ جو مجھ سے اور جنوں سے یاں بڑی جنگ ہوتی ہے دیر سے

سو کچھ ایسی ڈھب سے لڑائی ہے لڑے شیر جیسے کہ شیر سے

بنی شکل لیلیٔ نوجواں مرے داتا کیا کہوں الاماں

وہ تجلی ایک جو ہوئی عیاں کسی رات قیس کے ڈھیر سے

ابھی دو مہینے سے ہوں جدا نہ تو خواب میں بھی نظر پڑا

بھلا اور اندھیر زیادہ کیا کہیں ہوگا ایسے اندھیر سے

مجھے شامیانہ تلے سے کیا مرا دل تو کہتا ہے مجھ سے آ

سر راہ کوٹھے پہ بیٹھ جا یہیں تکیہ دے کے منڈیر سے

تری بادلے کی یہ اوڑھنی ارے برق کوندے نظر میں تب

کرے یہ گھٹا جو مقابلہ کسی پیشواز کے گھیر سے

نہیں انتظار کے حوصلے مجھے سوجھے سیکڑوں ارتلے

قسم ان نے کھائی تو ہے ولے مرا جی ڈرے ہے ادھیر سے

بھلا مجھ سے دیو کے سامنے کوئی ٹھونک سکتے ہیں خم بھلا

ارے یہ انگوٹھے سے آدمی تو بچارے خود ہیں بٹیر سے

''وہی پی کہاں وہی پی کہاں'' یہی ایک رٹ سی جو ہے سو ہے

مہاراج چوٹ سی لگتی ہے مجھے اس پپیہے کی ٹیر سے

غزل انشاؔ اور بھی ایک لکھ اسی بحر اور ردیف کی

کہ زبر کی قافیے جس میں ہوں مجھے نفرت آ گئی زیر سے

انشا اللہ خاں انشا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se

Insha Allah Khan Insha

ye jo mujh se aur junun se yan baDi jang hoti hai der se
so kuchh aisi Dhab se laDai hai laDe sher jaise ki sher se

bani shakl laila-e-nau-jawan mere data kya kahun al-aman
wo tajalli ek jo hui ayan kisi raat qais ke Dher se

abhi do mahine se hun juda na to KHwab mein bhi nazar paDa
bhala aur andher ziyaada kya kahin hoga aise andher se

mujhe shamiyana tale se kya mera dil to kahta hai mujh se aa
sar-e-rah koThe pe baiTh ja yahin takiya de ke munDer se

teri baadle ki ye oDhni are barq kaunde nazar mein tab
kare ye ghaTa jo muqabla kisi peshwaz ke gher se

nahin intizar ke hausle mujhe sujhe saikDon artale
qasam un ne khai to hai wale mera ji Dare hai adher se

bhala mujh se dew ke samne koi Thonk sakte hain KHam bhala
are ye anguThe se aadmi to bichaare KHud hain baTer se

wahi pi kahan wahi pi kahan yahi ek raT si jo hai so hai
mahaaraj choT si lagti hai mujhe is papihe ki Ter se

ghazal 'insha' aur bhi ek likh isi bahar aur radif ki
ki zabar ki qafiye jis mein hon mujhe nafrat aa gai zer se

(483) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se written by Insha Allah Khan Insha at UrduPoint. Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se is one of the masterpieces written by Insha Allah Khan Insha. You can also find the complete poetry collection of Insha Allah Khan Insha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Insha Allah Khan Insha' above.

Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ye Jo Mujhse Aur Junun Se Yan BaDi Jang Hoti Hai Der Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.