Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Kausar

Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Kausar. Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جس طرح لوگ خسارے میں بہت سوچتے ہیں

اقبال کوثر

جس طرح لوگ خسارے میں بہت سوچتے ہیں

آج کل ہم ترے بارے میں بہت سوچتے ہیں

کون حالات کی سوچوں کے تموج میں نہیں

ہم بھی بہہ کر اسی دھارے میں بہت سوچتے ہیں

ہنر کوزہ گری نے انہیں بخشی ہے تراش

یا یہ سب نقش تھے گارے میں بہت سوچتے ہیں

دھیان دھرتی کا نکلتا ہی نہیں ہے دل سے

جب سے اترے ہیں ستارے میں بہت سوچتے ہیں

اب محبت میں بھی اقبالؔ ہماری اوقات

کیوں نہیں اپنے گزارے میں بہت سوچتے ہیں

اقبال کوثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain

Iqbal Kausar

jis tarah log KHasare mein bahut sochte hain
aaj kal hum tere bare mein bahut sochte hain

kaun haalat ki sochon ke tamawwuj mein nahin
hum bhi bah kar isi dhaare mein bahut sochte hain

hunar-e-kuza-gari ne inhen baKHshi hai tarash
ya ye sab naqsh the gare mein bahut sochte hain

dhyan dharti ka nikalta hi nahin hai dil se
jab se utre hain sitare mein bahut sochte hain

ab mohabbat mein bhi 'iqbaal' hamari auqat
kyun nahin apne guzare mein bahut sochte hain

(2842) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain written by Iqbal Kausar at UrduPoint. Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Kausar. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Kausar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Kausar' above.

Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jis Tarah Log KHasare Mein Bahut Sochte Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.