Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main, Urdu Ghazal By Irshad Ahmad Niazi

Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Irshad Ahmad Niazi. Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لو ہوں مگر چراغ کے اندر نہیں ہوں میں

ارشاد احمد نیازی

لو ہوں مگر چراغ کے اندر نہیں ہوں میں

اتھلی سیاہیوں کو بھی ازبر نہیں ہوں میں

دیوار ہوں اور ایک جبیں کا سوال ہوں

سمٹے ہوئے قدم کے لیے در نہیں ہوں میں

آنکھوں کے پار آخری ندی ہے نیند کی

ندی کی تہ میں رینگتا پتھر نہیں ہوں میں

شیشے کے اس طرف بھی دکھائی نہیں دیا

پانی کے انجماد سے بہتر نہیں ہوں میں

کچھ پیڑ آ رہے ہیں مری دھوپ چھانٹنے

سورج کے اختیار سے باہر نہیں ہوں میں

ارشاد احمد نیازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main

Irshad Ahmad Niazi

lau hun magar charagh ke andar nahin hun main
uthli siyahiyon ko bhi azbar nahin hun main

diwar hun aur ek jabin ka sawal hun
simTe hue qadam ke liye dar nahin hun main

aankhon ke par aaKHiri naddi hai nind ki
naddi ki tah mein rengta patthar nahin hun main

shishe ke us taraf bhi dikhai nahin diya
pani ke injimad se behtar nahin hun main

kuchh peD aa rahe hain meri dhup chhanTne
suraj ke iKHtiyar se bahar nahin hun main

(571) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main written by Irshad Ahmad Niazi at UrduPoint. Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main is one of the masterpieces written by Irshad Ahmad Niazi. You can also find the complete poetry collection of Irshad Ahmad Niazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Irshad Ahmad Niazi' above.

Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lau Hun Magar Charagh Ke Andar Nahin Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.