Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi, Urdu Ghazal By Ishtiyaq Danish

Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishtiyaq Danish. Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

سجتی ہے اہل دل کی یہ محفل کبھی کبھی

اشتیاق دانش

سجتی ہے اہل دل کی یہ محفل کبھی کبھی

ملتی ہے زندگی میں یہ منزل کبھی کبھی

منظر ذرا یہ دل کے تڑپنے کا دیکھ لے

ملتا ہے یہ نظارۂ بسمل کبھی کبھی

لیکن وہ حسن کو بھی ملی کب رہ وفا

مانا بھٹک گیا ہے مرا دل کبھی کبھی

جانے یہ راز کیا ہے کہ آسان راہ کو

خود راہبر بناتا ہے مشکل کبھی کبھی

اشتیاق دانش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi

Ishtiyaq Danish

sajti hai ahl-e-dil ki ye mahfil kabhi kabhi
milti hai zindagi mein ye manzil kabhi kabhi

manzar zara ye dil ke taDapne ka dekh le
milta hai ye nazara-e-bismil kabhi kabhi

lekin wo husn ko bhi mili kab rah-e-wafa
mana bhaTak gaya hai mera dil kabhi kabhi

jaane ye raaz kya hai ki aasan rah ko
KHud rahbar banata hai mushkil kabhi kabhi

(478) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi written by Ishtiyaq Danish at UrduPoint. Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi is one of the masterpieces written by Ishtiyaq Danish. You can also find the complete poetry collection of Ishtiyaq Danish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishtiyaq Danish' above.

Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sajti Hai Ahl-e-dil Ki Ye Mahfil Kabhi Kabhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.