Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi, Urdu Ghazal By Isma Hadia

Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Isma Hadia. Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جذبوں میں پہلے جیسی صداقت نہیں رہی

اسماء ہادیہ

جذبوں میں پہلے جیسی صداقت نہیں رہی

اب درمیاں ہمارے محبت نہیں رہی

بھولی ہوئی ہوں کب سے میں خود کو بتاؤں کیا

اب تجھ کو یاد کرنے کی عادت نہیں رہی

کیسا سماں ہے کیسی یہ فصل بہار ہے

شہر وفا کے پھولوں میں نکہت نہیں رہی

وہ بجھ گئی ستارہ ادا آنکھ کب کی دوست

دل میں کسی کے پیار کی حسرت نہیں رہی

تیری وفا نے ایسا سبق دے دیا مجھے

مجھ کو کسی بھی ذات سے نفرت نہیں رہی

اے ہادیہؔ شعور محبت جسے دیا

اب وہ ہی کہہ رہا ہے کہ الفت نہیں رہی

اسماء ہادیہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi

Isma Hadia

jazbon mein pahle jaisi sadaqat nahin rahi
ab darmiyan hamare mohabbat nahin rahi

bhuli hui hun kab se main KHud ko bataun kya
ab tujh ko yaad karne ki aadat nahin rahi

kaisa saman hai kaisi ye fasl-e-bahaar hai
shahr-e-wafa ke phulon mein nikhat nahin rahi

wo bujh gai sitara-ada aankh kab ki dost
dil mein kisi ke pyar ki hasrat nahin rahi

teri wafa ne aisa sabaq de diya mujhe
mujh ko kisi bhi zat se nafrat nahin rahi

ai 'hadia' shuur-e-mohabbat jise diya
ab wo hi kah raha hai ki ulfat nahin rahi

(780) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi written by Isma Hadia at UrduPoint. Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi is one of the masterpieces written by Isma Hadia. You can also find the complete poetry collection of Isma Hadia by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Isma Hadia' above.

Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jazbon Mein Pahle Jaisi Sadaqat Nahin Rahi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.