Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate, Urdu Ghazal By Jamuna Parsad Rahi

Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamuna Parsad Rahi. Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ تو سچائی کے شہکار نظر میں آتے

جمنا پرشاد راہیؔ

کچھ تو سچائی کے شہکار نظر میں آتے

کاش ہم لوگ نہ خوابوں کے اثر میں آتے

ہم نے اس خوف سے خاکوں کو مکمل نہ کیا

شام کے رنگ بھی تصویر سحر میں آتے

جب کہ ہر روزن دیوار نمکداں ٹھہرا

کیسے مجروح اجالے مرے گھر میں آتے

سوئے پنگھٹ پہ جمی برف پگھل سکتی تھی

پیاسے سورج تو کبھی میرے نگر میں آتے

اجنبیت کے دریچوں میں کھلی تھیں آنکھیں

کس کے سائے مرے خوابوں کے کھنڈر میں آتے

جمنا پرشاد راہیؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate

Jamuna Parsad Rahi

kuchh to sachchai ke shahkar nazar mein aate
kash hum log na KHwabon ke asar mein aate

hum ne is KHauf se KHakon ko mukammal na kiya
sham ke rang bhi taswir-e-sahar mein aate

jab ki har rauzan-e-diwar namak-dan Thahra
kaise majruh ujale mere ghar mein aate

soe-panghaT pe jami barf pighal sakti thi
pyase suraj to kabhi mere nagar mein aate

ajnabiyat ke darichon mein khuli thin aankhen
kis ke sae mere KHwabon ke khanDar mein aate

(518) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate written by Jamuna Parsad Rahi at UrduPoint. Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate is one of the masterpieces written by Jamuna Parsad Rahi. You can also find the complete poetry collection of Jamuna Parsad Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamuna Parsad Rahi' above.

Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh To Sachchai Ke Shahkar Nazar Mein Aate, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.