Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai, Urdu Ghazal By Jamuna Parsad Rahi

Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamuna Parsad Rahi. Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تصویر کا ہر رنگ نظر میں ہے

جمنا پرشاد راہیؔ

تصویر کا ہر رنگ نظر میں ہے

کیا بات ترے دست ہنر میں ہے

سونا سا پگھلتا ہے رگ و پے میں

خورشید ہوس کاسۂ سر میں ہے

نکلا ہوں تو کیا رخت سفر باندھوں

جو کچھ ہے وہ سب راہ گزر میں ہے

اک رات ہے پھیلی ہوئی صدیوں پر

ہر لمحہ اندھیروں کے اثر میں ہے

پانی ہے سرابوں سے وراثت میں

وہ خاک جو دامان نظر میں ہے

پیشانی آئینہ پہ ہو ظاہر

جو زخم دل آئینہ گر میں ہے

کیا مہکیں تمناؤں کے گل بوٹے

ویرانی صحرا مرے گھر میں ہے

جمنا پرشاد راہیؔ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai

Jamuna Parsad Rahi

taswir ka har rang nazar mein hai
kya baat tere dast-e-hunar mein hai

sona sa pighalta hai rag o pai mein
KHurshid-e-hawas kasa-e-sar mein hai

nikla hun to kya raKHt-e-safar bandhun
jo kuchh hai wo sab rahguzar mein hai

ek raat hai phaili hui sadiyon par
har lamha andheron ke asar mein hai

pani hai sarabon se wirasat mein
wo KHak jo daman-e-nazar mein hai

peshani-e-aina pe ho zahir
jo zaKHm dil-e-aina-gar mein hai

kya mahken tamannaon ke gul buTe
virani-e-sahra mere ghar mein hai

(561) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai written by Jamuna Parsad Rahi at UrduPoint. Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai is one of the masterpieces written by Jamuna Parsad Rahi. You can also find the complete poetry collection of Jamuna Parsad Rahi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamuna Parsad Rahi' above.

Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Taswir Ka Har Rang Nazar Mein Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.