Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad, Urdu Ghazal By Jarrar Chhaulisi

Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jarrar Chhaulisi. Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کس کی آنکھوں نے کئے اشک رواں میرے بعد

جرار چھولسی

کس کی آنکھوں نے کئے اشک رواں میرے بعد

ہو گیا راز محبت کا بیاں میرے بعد

میرے باعث ہوا دنیا میں تعارف تیرا

پھر ترے حسن کے چرچے یہ کہاں میرے بعد

جن کی نظروں میں کھٹکتا تھا میں کانٹے کی طرح

ان کی نظروں میں ہے تاریک جہاں میرے بعد

پھر کسی نے نہ سنا تذکرۂ قتل و جفا

کٹ گئی خنجر قاتل کی زباں میرے بعد

مجھ کو جرارؔ فنا عشق ستم گر نے کیا

اب کہاں جائے گا یہ دشمن جاں میرے بعد

جرار چھولسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad

Jarrar Chhaulisi

kis ki aankhon ne kiye ashk rawan mere baad
ho gaya raaz mohabbat ka bayan mere baad

mere bais hua duniya mein taaruf tera
phir tere husn ke charche ye kahan mere baad

jin ki nazron mein khaTakta tha main kanTe ki tarah
un ki nazron mein hai tarik jahan mere baad

phir kisi ne na suna tazkira-e-qatl-o-jafa
kaT gai KHanjar-e-qatil ki zaban mere baad

mujh ko 'jarrar' fana ishq-e-sitamgar ne kiya
ab kahan jaega ye dushman-e-jaan mere baad

(361) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad written by Jarrar Chhaulisi at UrduPoint. Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad is one of the masterpieces written by Jarrar Chhaulisi. You can also find the complete poetry collection of Jarrar Chhaulisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jarrar Chhaulisi' above.

Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kis Ki Aankhon Ne Kiye Ashk Rawan Mere Baad, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.