ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe, Urdu Ghazal By Jiya Shah

ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jiya Shah. ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چوٹ لگ جائے بھی تو درد نہیں ہوتا مجھے (ردیف .. ن)

جیا شاہ

چوٹ لگ جائے بھی تو درد نہیں ہوتا مجھے

دل اگر ٹوٹ بھی جائے تو کوئی بات نہیں

ہے بڑا کفر جو سوچوں میں کوئی اس کے سوا

وہ بھٹک جائے بہک جائے کوئی بات نہیں

ذات نسواں کو ہی بس صبر کا دم بھرنا ہے

بے سبب ظلم وہ ڈھائے تو کوئی بات نہیں

گھر سے بے پردہ جو نکلوں تو میں مجرم ٹھہروں

تار تار آنکھ سے کر دے وہ کوئی بات نہیں

ڈولی اٹھ جائے تو آنا ہے جنازہ بن کر

موت سے پہلے ہی موت آئے کوئی بات نہیں

جیا شاہ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe

Jiya Shah

choT lag jae bhi to dard nahin hota mujhe
dil agar TuT bhi jae to koi baat nahin

hai baDa kufr jo sochun main koi us ke siwa
wo bhaTak jae bahak jae koi baat nahin

zat-e-niswan ko hi bas sabr ka dam bharna hai
be-sabab zulm wo Dhae to koi baat nahin

ghar se be-parda jo niklun to main mujrim Thahrun
tar tar aankh se kar de wo koi baat nahin

Doli uTh jae to aana hai janaza ban kar
maut se pahle hi maut aae koi baat nahin

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe written by Jiya Shah at UrduPoint. ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe is one of the masterpieces written by Jiya Shah. You can also find the complete poetry collection of Jiya Shah by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jiya Shah' above.

ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like ChoT Lag Jae Bhi To Dard Nahin Hota Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.