Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain, Urdu Ghazal By Jyoti Azad Khatri

Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jyoti Azad Khatri. Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو شب ہوئی تو نظارے اتر کے آئے ہیں

جیوتی آزاد کھتری

جو شب ہوئی تو نظارے اتر کے آئے ہیں

زمیں پہ دیکھو ستارہ اتر کے آئے ہیں

کسی کی نیند ابھی تک ہے بیچ دریا میں

کسی کے خواب کنارے اتر کے آئے ہیں

ہوا کے لمس نے آواز دی ہے ماضی کو

بجھے سے دل پہ شرارے اتر کے آئے ہیں

یہ کس کا ذکر ہواؤں نے آج چھیڑا ہے

لہوں کے آنکھ سے دھارے اتر کے آئے ہیں

بھٹک رہے تھے خلاؤں میں چاند تارے جو

تری تلاش میں سارے اتر کے آئے ہیں

فلک کو دیکھ کے جیوتیؔ یہی ہوا محسوس

فلک پہ رنگ تمہارے اتر کے آئے ہیں

جیوتی آزاد کھتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain

Jyoti Azad Khatri

jo shab hui to nazare utar ke aae hain
zamin pe dekho sitare utar ke aae hain

kisi ki nind abhi tak hai beach dariya mein
kisi ke KHwab kinare utar ke aae hain

hawa ke lams ne aawaz di hai mazi ko
bujhe se dil pe sharare utar ke aae hain

ye kis ka zikr hawaon ne aaj chheDa hai
lahun ke aankh se dhaare utar ke aae hain

bhaTak rahe the KHalaon mein chand-tare jo
teri talash mein sare utar ke aae hain

falak ko dekh ke 'jyoti' yahi hua mahsus
falak pe rang tumhaare utar ke aae hain

(1281) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain written by Jyoti Azad Khatri at UrduPoint. Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain is one of the masterpieces written by Jyoti Azad Khatri. You can also find the complete poetry collection of Jyoti Azad Khatri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jyoti Azad Khatri' above.

Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Shab Hui To Nazare Utar Ke Aae Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.