Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai, Urdu Ghazal By Kafeel Aazar Amrohvi

Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kafeel Aazar Amrohvi. Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج میں نے اسے نزدیک سے جا دیکھا ہے

کفیل آزر امروہوی

آج میں نے اسے نزدیک سے جا دیکھا ہے

وہ دریچہ تو مرے قد سے بہت اونچا ہے

اپنے کمرے کو اندھیروں سے بھرا پایا ہے

تیرے بارے میں کبھی غور سے جب سوچا ہے

ہر تمنا کو روایت کی طرح توڑا ہے

تب کہیں جا کے زمانہ مجھے راس آیا ہے

تم کو شکوہ ہے مرے عہد محبت سے مگر

تم نے پانی پہ کوئی لفظ کبھی لکھا ہے

ایسا بچھڑا کہ ملا ہی نہیں پھر اس کا پتہ

ہائے وہ شخص جو اکثر مجھے یاد آتا ہے

کوئی اس شخص کو اپنا نہیں کہتا آزرؔ

اپنے گھر میں بھی وہ غیروں کی طرح رہتا ہے

کفیل آزر امروہوی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai

Kafeel Aazar Amrohvi

aaj main ne use nazdik se ja dekha hai
wo daricha to mere qad se bahut uncha hai

apne kamre ko andheron se bhara paya hai
tere bare mein kabhi ghaur se jab socha hai

har tamanna ko riwayat ki tarah toDa hai
tab kahin ja ke zamana mujhe ras aaya hai

tum ko shikwa hai mere ahd-e-mohabbat se magar
tum ne pani pe koi lafz kabhi likkha hai

aisa bichhDa ki mila hi nahin phir us ka pata
hae wo shaKHs jo aksar mujhe yaad aata hai

koi us shaKHs ko apna nahin kahta 'azar'
apne ghar mein bhi wo ghairon ki tarah rahta hai

(682) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai written by Kafeel Aazar Amrohvi at UrduPoint. Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai is one of the masterpieces written by Kafeel Aazar Amrohvi. You can also find the complete poetry collection of Kafeel Aazar Amrohvi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kafeel Aazar Amrohvi' above.

Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Maine Use Nazdik Se Ja Dekha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.