BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai, Urdu Ghazal By Kaif Moradaabadi

BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kaif Moradaabadi. BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بڑھے چلو کہ زمانے کو یہ دکھانا ہے

کیف مرادآبادی

بڑھے چلو کہ زمانے کو یہ دکھانا ہے

جہاں ہمارے قدم ہیں وہیں زمانہ ہے

یہ حسن و عشق کی تفریق اک بہانہ ہے

کہیں نظر کو کہیں دل کو آزمانا ہے

اب اس جنون طلب کا کوئی ٹھکانہ ہے

کہ اپنے آپ کو کھو کر بھی ان کو پانا ہے

بس ایک عشق ہی ایسا شراب خانہ ہے

جہاں سرور کا مفہوم ہوش آنا ہے

الٰہی تمکنت حسن و ناز حسن کی خیر

کچھ آج عشق کا انداز والہانہ ہے

میں ہر گناہ کی حقیقت بتا تو دوں سر حشر

مگر انہیں جو ہر الزام سے بچانا ہے

ذرا جنون تمنا سے دل گزر جائے

پھر اس کے بعد کوئی دام ہے نہ دانہ ہے

میں جانتا ہوں جو ہے فرق ذات و پرتو ذات

مری نگاہ پس پردۂ زمانہ ہے

کسے نصیب ہو سجدہ یہ اور بات ہے کیفؔ

ہر اک جبیں کے قریب ان کا آستانہ ہے

کیف مرادآبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai

Kaif Moradaabadi

baDhe chalo ki zamane ko ye dikhana hai
jahan hamare qadam hain wahin zamana hai

ye husn-o-ishq ki tafriq ek bahana hai
kahin nazar ko kahin dil ko aazmana hai

ab is junun-e-talab ka koi Thikana hai
ki apne aap ko kho kar bhi un ko pana hai

bas ek ishq hi aisa sharab-KHana hai
jahan surur ka mafhum hosh aana hai

ilahi tamkanat-e-husn-o-naz-e-husn ki KHair
kuchh aaj ishq ka andaz walihana hai

main har gunah ki haqiqat bata to dun sar-e-hashr
magar unhen jo har ilzam se bachana hai

zara junun-e-tamanna se dil guzar jae
phir is ke baad koi dam hai na dana hai

main jaanta hun jo hai farq-e-zat-o-partaw-e-zat
meri nigah pas-e-parda-e-zamana hai

kise nasib ho sajda ye aur baat hai 'kaif'
har ek jabin ke qarib un ka aastana hai

(680) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai written by Kaif Moradaabadi at UrduPoint. BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai is one of the masterpieces written by Kaif Moradaabadi. You can also find the complete poetry collection of Kaif Moradaabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kaif Moradaabadi' above.

BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like BaDhe Chalo Ki Zamane Ko Ye Dikhana Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.