Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan, Urdu Ghazal By Kalb E Husain Nadir

Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kalb E Husain Nadir. Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اے بت ہیں حسن میں تری مشہور پنڈلیاں

کلب حسین نادر

اے بت ہیں حسن میں تری مشہور پنڈلیاں

ایسی کہاں سے لائے پری حور پنڈلیاں

ممکن نہیں کہ یوں تو کسی کی نظر پڑے

کھل جائیں نیند میں تو ہیں معذور پنڈلیاں

بیداریوں میں آئیں نظر یہ تو ہے محال

مخفی ہیں وقت خواب بدستور پنڈلیاں

تاباں مثال شمع ہیں فانوس نور سے

ہر چند پائچوں میں ہیں مستور پنڈلیاں

اے نادرؔ ان کے حسن کی تعریف کیا لکھوں

شمع لگن سے بڑھ کے ہیں پر نور پنڈلیاں

کلب حسین نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan

Kalb E Husain Nadir

ai but hain husn mein teri mashhur pinDliyan
aisi kahan se lae pari hur pinDliyan

mumkin nahin ki yun to kisi ki nazar paDe
khul jaen nind mein to hain mazur pinDliyan

bedariyon mein aain nazar ye to hai muhaal
maKHfi hain waqt-e-KHwab ba-dastur pinDliyan

taban misal-e-shama hain fanus-e-nur se
har-chand paichon mein hain mastur pinDliyan

ai 'nadir' un ke husn ki tarif kya likhun
sham-e-lagan se baDh ke hain pur-nur pinDliyan

(587) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan written by Kalb E Husain Nadir at UrduPoint. Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan is one of the masterpieces written by Kalb E Husain Nadir. You can also find the complete poetry collection of Kalb E Husain Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kalb E Husain Nadir' above.

Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ai But Hain Husn Mein Teri Mashhur PinDliyan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.