Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain, Urdu Ghazal By Kalb E Husain Nadir

Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kalb E Husain Nadir. Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دل آنکھوں سے عاشق بچائے ہوئے ہیں

کلب حسین نادر

دل آنکھوں سے عاشق بچائے ہوئے ہیں

ہرن کو وہ چیتا بنائے ہوئے ہیں

نہیں لکھتے ہیں خط جو ہم کو وہ قاصد

کسی کے سکھائے پڑھائے ہوئے ہیں

نہ خنجر اٹھے گا نہ تلوار ان سے

وہ بازو مرے آزمائے ہوئے ہیں

اگر ان کو پوجا تو کیا کفر ہوگا

کہ بت بھی خدا کے بنائے ہوئے ہیں

کوئی باندھو نہ باندھے اب کچھ نہ ہوگا

کہ ہم رنگ اپنا جمائے ہوئے ہیں

ہزج میں بھی اشعار اے نادرؔ اب پڑھ

کہ بزم سخن میں سب آئے ہوئے ہیں

کلب حسین نادر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain

Kalb E Husain Nadir

dil aankhon se aashiq bachae hue hain
hiran ko wo chita banae hue hain

nahin likhte hain KHat jo hum ko wo qasid
kisi ke sikhae paDhaye hue hain

na KHanjar uThega na talwar un se
wo bazu mere aazmae hue hain

agar un ko puja to kya kufr hoga
ki but bhi KHuda ke banae hue hain

koi bandho na bandhe ab kuchh na hoga
ki hum rang apna jamae hue hain

hazaj mein bhi ashaar ai 'nadir' ab paDh
ki bazm-e-suKHan mein sab aae hue hain

(457) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain written by Kalb E Husain Nadir at UrduPoint. Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain is one of the masterpieces written by Kalb E Husain Nadir. You can also find the complete poetry collection of Kalb E Husain Nadir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kalb E Husain Nadir' above.

Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dil Aankhon Se Aashiq Bachae Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.