MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log, Urdu Ghazal By Kalim Akhtar

MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kalim Akhtar. MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مٹی کا رنگ روپ بنائے ہوئے ہیں لوگ

کلیم اختر

مٹی کا رنگ روپ بنائے ہوئے ہیں لوگ

لیکن دلوں میں سنگ چھپائے ہوئے ہیں لوگ

اے ابر حق پسند ذرا جھوم کر برس

چہرے پہ جھوٹی شان جمائے ہوئے ہیں لوگ

چہرے پہ دوستوں کے ریا ناچتی ملی

چاہت کی کیسی دھوپ اگائے ہوئے ہیں لوگ

اس بار کون دام میں آ جائے کیا خبر

معصومیت کا جال بچھائے ہوئے ہیں لوگ

شاید وجود اپنا سلامت نہ رہ سکے

شعلہ نما مزاج بنائے ہوئے ہیں لوگ

دامان اشتیاق کا بچنا محال ہے

اخترؔ ہوس کی آگ جلائے ہوئے ہیں لوگ

کلیم اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log

Kalim Akhtar

miTTi ka rang-rup banae hue hain log
lekin dilon mein sang chhupae hue hain log

ai abr-e-haq-pasand zara jhum kar baras
chehre pe jhuTi shan jamae hue hain log

chehre pe doston ke riya nachti mili
chahat ki kaisi dhup ugae hue hain log

is bar kaun dam mein aa jae kya KHabar
masumiyat ka jal bichhae hue hain log

shayad wajud apna salamat na rah sake
shoala-numa mizaj banae hue hain log

daman-e-ishtiyaq ka bachna muhaal hai
'aKHtar' hawas ki aag jalae hue hain log

(413) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log written by Kalim Akhtar at UrduPoint. MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log is one of the masterpieces written by Kalim Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Kalim Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kalim Akhtar' above.

MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log is a widely read Urdu Ghazal. If you like MiTTi Ka Rang-rup Banae Hue Hain Log, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.