Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha, Urdu Ghazal By Karrar Noori

Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Karrar Noori. Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

شہر میں تنہا تھا لیکن کرب تنہائی نہ تھا

کرار نوری

شہر میں تنہا تھا لیکن کرب تنہائی نہ تھا

گھر سے باہر رہ کے میں اتنا تو سودائی نہ تھا

خود بخود ہی دوست بن کر بنتے ہیں دشمن یہ لوگ

ورنہ از خود تو مجھے ذوق شناسائی نہ تھا

تیری نظروں نے نہ جانے کتنی عزت بخش دی

مجھ کو پہلے تو کبھی بھی خوف رسوائی نہ تھا

اس بھری دنیا میں بس اک میں تماشا بن گیا

اور شاید کوئی بھی تیرا تمنائی نہ تھا

کرار نوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha

Karrar Noori

shahr mein tanha tha lekin karb-e-tanhai na tha
ghar se bahar rah ke main itna to saudai na tha

KHud-baKHud hi dost ban kar bante hain dushman ye log
warna az-KHud to mujhe zauq-e-shanasai na tha

teri nazron ne na jaane kitni izzat baKHsh di
mujh ko pahle to kabhi bhi KHauf-e-ruswai na tha

is bhari duniya mein bas ek main tamasha ban gaya
aur shayad koi bhi tera tamannai na tha

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha written by Karrar Noori at UrduPoint. Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha is one of the masterpieces written by Karrar Noori. You can also find the complete poetry collection of Karrar Noori by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Karrar Noori' above.

Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Shahr Mein Tanha Tha Lekin Karb-e-tanhai Na Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.