Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai, Urdu Ghazal By Kashif Akhtar

Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kashif Akhtar. Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

آج بے پردہ نظر آنے میں کیا رکھا ہے

کاشف اختر

آج بے پردہ نظر آنے میں کیا رکھا ہے

یہ شب وصل ہے شرمانے میں کیا رکھا ہے

یہ تری نرگسی آنکھوں کی کشش ہے شاید

ورنہ ساقی ترے پیمانے میں کیا رکھا ہے

ساز الفت پہ وفاؤں کا ترانہ چھیڑو

ظلم اور جور کے افسانے میں کیا رکھا ہے

ایک ہیں اس کی نگاہوں میں عدو ہو کہ رقیب

دل تو پھر دل ہے دل آ جانے میں کیا رکھا ہے

ان کا قاصد ہے بضد ساتھ میں چلئے کاشفؔ

کل بھی آنا ہے تو اب آنے میں کیا رکھا ہے

کاشف اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai

Kashif Akhtar

aaj be-parda nazar aane mein kya rakkha hai
ye shab-e-wasl hai sharmane mein kya rakkha hai

ye teri nargisi aankhon ki kashish hai shayad
warna saqi tere paimane mein kya rakkha hai

saz-e-ulfat pe wafaon ka tarana chheDo
zulm aur jaur ke afsane mein kya rakkha hai

ek hain us ki nigahon mein adu ho ki raqib
dil to phir dil hai dil aa jaane mein kya rakkha hai

un ka qasid hai ba-zid sath mein chaliye 'kashif'
kal bhi aana hai to ab aane mein kya rakkha hai

(777) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai written by Kashif Akhtar at UrduPoint. Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai is one of the masterpieces written by Kashif Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Kashif Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kashif Akhtar' above.

Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Aaj Be-parda Nazar Aane Mein Kya Rakkha Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.