De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein, Urdu Ghazal By Kashif Akhtar

De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kashif Akhtar. De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دے کے میں خود کو مات کمرے میں

کاشف اختر

دے کے میں خود کو مات کمرے میں

تنہا بیٹھا تھا رات کمرے میں

تیرے ہونے سے یوں لگا مجھ کو

جیسے ہو کائنات کمرے میں

چھوڑ کر تم گئے تو جذبوں کی

ہو گئی ہے وفات کمرے میں

تیری تصویر اور یہ تنہائی

کاٹ دی یوں حیات کمرے میں

مصرع نعت جب پڑھا میں نے

چار سو تھی نشاط کمرے میں

تیری پلکوں پہ جو رکے آنسو

جگمگائی ہے رات کمرے میں

کاشف اختر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein

Kashif Akhtar

de ke main KHud ko mat kamre mein
tanha baiTha tha raat kamre mein

tere hone se yun laga mujh ko
jaise ho kaenat kamre mein

chhoD kar tum gae to jazbon ki
ho gai hai wafat kamre mein

teri taswir aur ye tanhai
kaT di yun hayat kamre mein

misra-e-nat jab paDha main ne
chaar su thi nashat kamre mein

teri palkon pe jo ruke aansu
jagmagai hai raat kamre mein

(626) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein written by Kashif Akhtar at UrduPoint. De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein is one of the masterpieces written by Kashif Akhtar. You can also find the complete poetry collection of Kashif Akhtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kashif Akhtar' above.

De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like De Ke Main KHud Ko Mat Kamre Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.