Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main, Urdu Ghazal By Khalid Shirazi

Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Shirazi. Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نت نئی خوش فہمیوں میں مبتلا رکھتا ہوں میں

خالد شیرازی

نت نئی خوش فہمیوں میں مبتلا رکھتا ہوں میں

خلق کے ہاتھوں کو مصروف دعا رکھتا ہوں میں

خشک دھرتی کو عطا کرتا ہوں سایہ ابر کا

قطرۂ باراں پہ دریا کی بنا رکھتا ہوں میں

ڈھونڈھ ہی لیتی ہے مجھ کو ڈھونڈنے والی نظر

اپنے سائے کو اگرچہ لاپتا رکھتا ہوں میں

کیوں بھلا آسودگی میرے مقدر میں نہیں

کس لیے دن رات خود کو جاگتا رکھتا ہوں میں

پھونکتا رہتا ہوں بحر لفظ میں خالدؔ فسوں

موج معنی کو تلاطم آشنا رکھتا ہوں میں

خالد شیرازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main

Khalid Shirazi

nit-nai KHush-fahmiyon mein mubtala rakhta hun main
KHalq ke hathon ko masruf-e-dua rakhta hun main

KHushk dharti ko ata karta hun saya abr ka
qatra-e-baran pe dariya ki bina rakhta hun main

DhunDh hi leti hai mujh ko DhunDne wali nazar
apne sae ko agarche lapata rakhta hun main

kyun bhala aasudgi mere muqaddar mein nahin
kis liye din-raat KHud ko jagta rakhta hun main

phunkta rahta hun bahr-e-lafz mein 'KHalid' fusun
mauj-e-mani ko talatum-ashna rakhta hun main

(628) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main written by Khalid Shirazi at UrduPoint. Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main is one of the masterpieces written by Khalid Shirazi. You can also find the complete poetry collection of Khalid Shirazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Shirazi' above.

Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nit-nai KHush-fahmiyon Mein Mubtala Rakhta Hun Main, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.