Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath, Urdu Ghazal By Khalid Shirazi

Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khalid Shirazi. Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میری تخلیق ہوئی جس کی تگ و تاز کے ساتھ

خالد شیرازی

میری تخلیق ہوئی جس کی تگ و تاز کے ساتھ

وہی ذرہ مجھے تکتا ہے بڑے ناز کے ساتھ

جرم کے بعد کھلا دل پہ در خوف سزا

ذہن بیدار ہوا صبح کے آغاز کے ساتھ

میں نے بھی توڑ دیا خاک کی خوشبو کا طلسم

کھو گیا میں بھی خلاؤں میں بڑے راز کے ساتھ

پھر مری راہ میں حائل ہے وہی کوہ سکوت

میں نے کاٹا تھا جسے تیشۂ آواز کے ساتھ

ڈھونڈھتی پھرتی ہے کردار کو تمثیل‌ گنہ

رت جگے ختم ہوئے خالدؔ شیراز کے ساتھ

خالد شیرازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath

Khalid Shirazi

meri taKHliq hui jis ki tag-o-taz ke sath
wahi zarra mujhe takta hai baDe naz ke sath

jurm ke baad khula dil pe dar-e-KHauf-e-saza
zehan bedar hua subah ke aaghaz ke sath

main ne bhi toD diya KHak ki KHushbu ka tilism
kho gaya main bhi KHalaon mein baDe raaz ke sath

phir meri rah mein hail hai wahi koh-e-sukut
main ne kaTa tha jise tesha-e-awaz ke sath

DhunDhti phirti hai kirdar ko tamsil-e-gunah
rat-jage KHatm hue 'KHalid'-e-shiraaz ke sath

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath written by Khalid Shirazi at UrduPoint. Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath is one of the masterpieces written by Khalid Shirazi. You can also find the complete poetry collection of Khalid Shirazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khalid Shirazi' above.

Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath is a widely read Urdu Ghazal. If you like Meri TaKHliq Hui Jis Ki Tag-o-taz Ke Sath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.