Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun, Urdu Ghazal By Khawer Eijaz

Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khawer Eijaz. Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

حدود جاں میں حد نارسا سے آیا ہوں

خاور اعجاز

حدود جاں میں حد نارسا سے آیا ہوں

میں اپنے آپ میں لا انتہا سے آیا ہوں

چمک رہی ہے جبیں پر سفر کی دھول ابھی

زمیں کی دھند میں روشن فضا سے آیا ہوں

میں کس کی آنکھ میں تعبیر کی طرح جاگوں

سنہرا خواب ہوں اور قرطبہ سے آیا ہوں

مری ہتھیلی پہ روشن نجات کا لمحہ

میں آج وادیٔ حمد و ثنا سے آیا ہوں

مجھے سنبھال کے رکھ شہر بے لحاظ کہ میں

کسی فقیر منش کی دعا سے آیا ہوں

زوال عہد تو شاید مجھے نہ پہچانے

میں اک حوالہ ہوں اور کربلا سے آیا ہوں

خاور اعجاز

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun

Khawer Eijaz

hudud-e-jaan mein had-e-na-rasa se aaya hun
main apne aap mein la-intiha se aaya hun

chamak rahi hai jabin par safar ki dhul abhi
zamin ki dhund mein raushan faza se aaya hun

main kis ki aankh mein tabir ki tarah jagun
sunahra KHwab hun aur qartaba se aaya hun

meri hatheli pe raushan najat ka lamha
main aaj wadi-e-hamd-o-sana se aaya hun

mujhe sambhaal ke rakh shahr-e-be-lihaz ki main
kisi faqir-manash ki dua se aaya hun

zawal-e-ahd to shayad mujhe na pahchane
main ek hawala hun aur karbala se aaya hun

(520) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun written by Khawer Eijaz at UrduPoint. Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun is one of the masterpieces written by Khawer Eijaz. You can also find the complete poetry collection of Khawer Eijaz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khawer Eijaz' above.

Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hudud-e-jaan Mein Had-e-na-rasa Se Aaya Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.