Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai, Urdu Ghazal By Khizr Barni

Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khizr Barni. Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

قابل دید یہ بھی منظر ہے

خضر برنی

قابل دید یہ بھی منظر ہے

ہر خوشی غم کا ایک دفتر ہے

سوچتا ہوں یہی مرا گھر ہے

کس کے جلووں سے اب منور ہے

یاد جاناں ارے معاذ اللہ

جیسے پہلو میں ایک نشتر ہے

ان سے ہر چند رسم و راہ نہیں

سلسلہ غم کا پھر برابر ہے

کیسے ہو مستفیض پیشانی

سنگ دل جب کہ خود ترا در ہے

یک بیک ہنس پڑا ہے دیوانہ

ہر نفس دیکھتا ہے ششدر ہے

امتحاں خضرؔ ہے وفاؤں کا

اس کے ہاتھوں میں آج خنجر ہے

خضر برنی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai

Khizr Barni

qabil-e-did ye bhi manzar hai
har KHushi gham ka ek daftar hai

sochta hun yahi mera ghar hai
kis ke jalwon se ab munawwar hai

yaad-e-jaanan are maaz-allah
jaise pahlu mein ek nashtar hai

un se har chand rasm-o-rah nahin
silsila gham ka phir barabar hai

kaise ho mustafiz peshani
sang-dil jab ki KHud tera dar hai

yak-ba-yak hans paDa hai diwana
har-nafas dekhta hai shashdar hai

imtihan 'KHizr' hai wafaon ka
us ke hathon mein aaj KHanjar hai

(578) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai written by Khizr Barni at UrduPoint. Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai is one of the masterpieces written by Khizr Barni. You can also find the complete poetry collection of Khizr Barni by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khizr Barni' above.

Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Qabil-e-did Ye Bhi Manzar Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.