Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai, Urdu Ghazal By Khurshid Rabbani

Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Rabbani. Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گمان خاک میں سب کے ملانے والا ہے

خورشید ربانی

گمان خاک میں سب کے ملانے والا ہے

کوئی چراغ ہوائیں بجھانے والا ہے

افق افق پہ مہکتی ہوئی شفق سے کھلا

کوئی ستارہ کہیں جگمگانے والا ہے

نہ جانے کون پس چشم ہے جنوں پیشہ

جو آنسوؤں کے خزانے لٹانے والا ہے

یہ کون آگ لگانے پہ ہے یہاں مامور

یہ کون شہر کو مقتل بنانے والا ہے

خورشید ربانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai

Khurshid Rabbani

guman KHak mein sab ke milane wala hai
koi charag hawaen bujhane wala hai

ufuq ufuq pe mahakti hui shafaq se khula
koi sitara kahin jagmagane wala hai

na jaane kaun pas-e-chashm hai junun-pesha
jo aansuon ke KHazane luTane wala hai

ye kaun aag lagane pe hai yahan mamur
ye kaun shahr ko maqtal banane wala hai

(511) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai written by Khurshid Rabbani at UrduPoint. Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai is one of the masterpieces written by Khurshid Rabbani. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Rabbani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Rabbani' above.

Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Guman KHak Mein Sab Ke Milane Wala Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.