Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine, Urdu Ghazal By Khurshid Sahar

Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Sahar. Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

رگوں میں زہر کا نشتر چبھو دیا میں نے

خورشید سحر

رگوں میں زہر کا نشتر چبھو دیا میں نے

نہ راس آیا جو ہنسنا تو رو دیا میں نے

کہیں پہ کوئی مرا عکس ہی نہیں ملتا

کس انتشار میں خود کو ڈبو دیا میں نے

تم اپنے خواب کی آنکھوں پہ ہاتھ رکھ لینا

متاع جاں کی تمنا تو کھو دیا میں نے

وہ روز میری انا کو ذلیل کرتا تھا

اسے بھی اپنے لہو میں ڈبو دیا میں نے

تمہارے نام جو دل کے ورق پہ روشن تھا

وہ ایک حرف عقیدت بھی دھو دیا میں نے

خورشید سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine

Khurshid Sahar

ragon mein zahr ka nashtar chubho diya main ne
na ras aaya jo hansna to ro diya main ne

kahin pe koi mera aks hi nahin milta
kis intishaar mein KHud ko Dubo diya main ne

tum apne KHwab ki aankhon pe hath rakh lena
mata-e-jaan ki tamanna to kho diya main ne

wo roz meri ana ko zalil karta tha
use bhi apne lahu mein Dubo diya main ne

tumhaare nam jo dil ke waraq pe raushan tha
wo ek harf-e-aqidat bhi dho diya main ne

(522) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine written by Khurshid Sahar at UrduPoint. Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine is one of the masterpieces written by Khurshid Sahar. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Sahar' above.

Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ragon Mein Zahr Ka Nashtar Chubho Diya Maine, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.