Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai, Urdu Ghazal By Khurshid Sahar

Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Sahar. Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

لمحوں کی گھٹن خوف کا طوفان بہت ہے

خورشید سحر

لمحوں کی گھٹن خوف کا طوفان بہت ہے

میری ہی طرح وقت پریشان بہت ہے

ہم جس کے لیے شہر سکوں چھوڑ کے آئے

وہ دشت جنوں خیز بھی سنسان بہت ہے

مجھ سے مری منزل کا پتہ پوچھنے والو

ہر راستہ میرے لیے انجان بہت ہے

ہر موڑ پہ اک کوہ گراں بن کے کھڑے ہیں

ٹوٹے ہوئے لوگوں میں ابھی شان بہت ہے

آباد تھے جس میں تری یاروں کے قبیلے

وہ قریۂ جاں ان دنوں ویران بہت ہے

اے دوستو دکھ درد کے قصے نہ سناؤ

خورشیدؔ سحر آج پریشان بہت ہے

خورشید سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai

Khurshid Sahar

lamhon ki ghuTan KHauf ka tufan bahut hai
meri hi tarah waqt pareshan bahut hai

hum jis ke liye shahr-e-sakun chhoD ke aae
wo dasht-e-junun-KHez bhi sunsan bahut hai

mujh se meri manzil ka pata puchhne walo
har rasta mere liye anjaan bahut hai

har moD pe ek koh-e-giran ban ke khaDe hain
TuTe hue logon mein abhi shan bahut hai

aabaad the jis mein teri yaron ke qabile
wo qarya-e-jaan in dinon viran bahut hai

ai dosto dukh-dard ke qisse na sunao
'KHurshid'-sahar aaj pareshan bahut hai

(605) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai written by Khurshid Sahar at UrduPoint. Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai is one of the masterpieces written by Khurshid Sahar. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Sahar' above.

Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Lamhon Ki GhuTan KHauf Ka Tufan Bahut Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.