Parinde Be-qarari Mein, Urdu Ghazal By Khurshid Talab

Parinde Be-qarari Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khurshid Talab. Parinde Be-qarari Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Parinde Be-qarari Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پرندے بے قراری میں

خورشید طلب

پرندے بے قراری میں

مسلسل برف باری میں

ہمیں کیوں زد میں آتے ہیں

ہمیشہ چاند ماری میں

ہماری قوم زندہ ہے

فقط مردم شماری میں

بہت نقصان ہوتا ہے

زیادہ ہوشیاری میں

کمی کچھ رہ گئی ہے کیا

ہماری جاں نثاری میں

قلم فیاض ہوتا تھا

طلبؔ بے روزگاری میں

خورشید طلب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Parinde Be-qarari Mein

Khurshid Talab

parinde be-qarari mein
musalsal barf-bari mein

hamin kyun zad mein aate hain
hamesha chand-mari mein

hamari qaum zinda hai
faqat mardum-shumari mein

bahut nuqsan hota hai
ziyaada hoshiyari mein

kami kuchh rah gai hai kya
hamari jaan-nisari mein

qalam faiyyaz hota tha
'talab' be-roz-gari mein

(644) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Parinde Be-qarari Mein written by Khurshid Talab at UrduPoint. Parinde Be-qarari Mein is one of the masterpieces written by Khurshid Talab. You can also find the complete poetry collection of Khurshid Talab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khurshid Talab' above.

Parinde Be-qarari Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Parinde Be-qarari Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.