Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai, Urdu Ghazal By Khwaja Saeeduddin Nawab

Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Khwaja Saeeduddin Nawab. Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ کم شعور ہے پھر بھی کمال کرتا ہے

خواجہ سعید الدین نواب

وہ کم شعور ہے پھر بھی کمال کرتا ہے

ہمارے لفظوں میں ہم سے سوال کرتا ہے

کرم کسی کا سنبھالے ہوئے ہے راہوں میں

یہ خار زار وگرنہ نڈھال کرتا ہے

اسی کے سر رہا الزام فتنہ سازی کا

جو امن رت میں خلل کو بحال کرتا ہے

وہ پتھروں میں بھی دیتا ہے رزق کیڑوں کو

کمال والا ہے وہ ہر کمال کرتا ہے

مؤذنوں کے لبوں سے اذان سنتے ہی

پرندہ حمد و ثنا ڈال ڈال کرتا ہے

نوابؔ کے کوئی طرز سخن پہ غور کرے

ہر ایک شعر میں خود سے مقال کرتا ہے

خواجہ سعید الدین نواب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai

Khwaja Saeeduddin Nawab

wo kam-shuur hai phir bhi kamal karta hai
hamare lafzon mein hum se sawal karta hai

karam kisi ka sanbhaale hue hai rahon mein
ye KHarzar wagarna niDhaal karta hai

usi ke sar raha ilzam fitna-sazi ka
jo amn-rut mein KHalal ko bahaal karta hai

wo pattharon mein bhi deta hai rizq kiDon ko
kamal wala hai wo har kamal karta hai

muazzinon ke labon se azan sunte hi
parinda hamd-o-sana Dal Dal karta hai

'nawab' ke koi tarz-e-suKHan pe ghaur kare
har ek sher mein KHud se maqal karta hai

(409) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai written by Khwaja Saeeduddin Nawab at UrduPoint. Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai is one of the masterpieces written by Khwaja Saeeduddin Nawab. You can also find the complete poetry collection of Khwaja Saeeduddin Nawab by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Khwaja Saeeduddin Nawab' above.

Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Kam-shuur Hai Phir Bhi Kamal Karta Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.