Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai, Urdu Ghazal By Kumar Pashi

Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Kumar Pashi. Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دور کسی کو یاد آتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

کمار پاشی

دور کسی کو یاد آتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

گھر سے دور نکل جاتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

اک انجانے شہر میں دیکھوں شکل کوئی جانی پہچانی

اس کی اور کھنچا جاتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

دور دیس اک گھر ہے اپنا جیسے کوئی اک سندر سپنا

سپنے میں خود کو پاتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

پاشیؔ دل کو چین نہ آئے گھیریں ان کی یاد کے سائے

رات آئے تو گھبراتا ہوں رات مجھے پاگل کرتی ہے

کمار پاشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai

Kumar Pashi

dur kisi ko yaad aata hun raat mujhe pagal karti hai
ghar se dur nikal jata hun raat mujhe pagal karti hai

ek anjaane shahr mein dekhun shakl koi jaani-pahchani
us ki or khincha jata hun raat mujhe pagal karti hai

dur des ek ghar hai apna jaise koi ek sundar sapna
sapne mein KHud ko pata hun raat mujhe pagal karti hai

'pashi' dil ko chain na aae gheren un ki yaad ke sae
raat aae to ghabraata hun raat mujhe pagal karti hai

(447) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai written by Kumar Pashi at UrduPoint. Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai is one of the masterpieces written by Kumar Pashi. You can also find the complete poetry collection of Kumar Pashi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Kumar Pashi' above.

Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dur Kisi Ko Yaad Aata Hun Raat Mujhe Pagal Karti Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.