Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai, Urdu Ghazal By Lateef Nazi

Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Lateef Nazi. Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ان سے جب بھی کلام ہوتا ہے

لطیف نازی

ان سے جب بھی کلام ہوتا ہے

دل کو دل سے پیام ہوتا ہے

اس کی نظروں میں جو سما جائے

بس وہی شاد کام ہوتا ہے

حسن کا دبدبہ تعالیٰ اللہ

بادشہ بھی غلام ہوتا ہے

ہم نے دیکھا نماز الفت میں

مقتدی بھی امام ہوتا ہے

ہم نے دیکھا ہے مرنے والوں کے

لب پہ تیرا ہی نام ہوتا ہے

درد ہوتا ہے بس وہیں دل میں

تیرا جس جا مقام ہوتا ہے

وہ ستم گر بھی حضرت نازیؔ

کہیں باتوں میں رام ہوتا ہے

لطیف نازی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai

Lateef Nazi

un se jab bhi kalam hota hai
dil ko dil se payam hota hai

us ki nazron mein jo sama jae
bas wahi shad-kaam hota hai

husn ka dabdaba taalallah
baadshah bhi ghulam hota hai

hum ne dekha namaz-e-ulfat mein
muqtadi bhi imam hota hai

hum ne dekha hai marne walon ke
lab pe tera hi nam hota hai

dard hota hai bas wahin dil mein
tera jis ja maqam hota hai

wo sitamgar bhi hazrat-e-'nazi'
kahin baaton mein ram hota hai

(663) ووٹ وصول ہوئے

You can read Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai written by Lateef Nazi at UrduPoint. Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai is one of the masterpieces written by Lateef Nazi. You can also find the complete poetry collection of Lateef Nazi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Lateef Nazi' above.

Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Un Se Jab Bhi Kalam Hota Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.