Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai, Urdu Ghazal By Mahirul Qadri

Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahirul Qadri. Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مانا مقام عشرت ہستی بلند ہے

ماہر القادری

مانا مقام عشرت ہستی بلند ہے

میں دل کو کیا کروں کہ اسے ناپسند ہے

تم کو حجاب مجھ کو تماشہ پسند ہے

میری نظر تمہاری نظر سے بلند ہے

اللہ رے دل کی عشق میں دیوانہ واریاں

اندیشۂ زیاں ہے نہ خوف گزند ہے

آنکھوں میں آ چکی ہے محبت کی واردات

طوفان بے پناہ پیالوں میں بند ہے

اب ان کا انتخاب کرے گا یہ فیصلہ

الفت بلند ہے کہ تمنا بلند ہے

ماہرؔ ازل میں دل نے کیا غم کا انتخاب

ان کی خطا نہیں ہے یہ دل کی پسند ہے

ماہر القادری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai

Mahirul Qadri

mana maqam-e-ishrat-e-hasti buland hai
main dil ko kya karun ki use na-pasand hai

tum ko hijab mujh ko tamasha pasand hai
meri nazar tumhaari nazar se buland hai

allah re dil ki ishq mein diwana-wariyan
adnesha-e-ziyan hai na KHauf-e-gazand hai

aankhon mein aa chuki hai mohabbat ki wardat
tufan-e-be-panah piyalon mein band hai

ab un ka intiKHab karega ye faisla
ulfat buland hai ki tamanna buland hai

'mahir' azal mein dil ne kiya gham ka intiKHab
un ki KHata nahin hai ye dil ki pasand hai

(654) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai written by Mahirul Qadri at UrduPoint. Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai is one of the masterpieces written by Mahirul Qadri. You can also find the complete poetry collection of Mahirul Qadri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahirul Qadri' above.

Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mana Maqam-e-ishrat-e-hasti Buland Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.