Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun, Urdu Ghazal By Mahmood Nashtari

Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mahmood Nashtari. Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مثال اپنی بڑی بے نظیر رکھتا ہوں

محمود نشتری

مثال اپنی بڑی بے نظیر رکھتا ہوں

میں اپنے آپ کو خود کا اسیر رکھتا ہوں

یوں اپنے آپ کو لوگو حقیر رکھتا ہوں

خدا گواہ کہ روشن ضمیر رکھتا ہوں

انہیں یقین ہے میری کماں میں رہتے ہیں

اچوک علم کے ترکش میں تیر رکھتا ہوں

میں ظاہرہ میں ہوں ہر چند مفلس و نادار

دل و نگاہ کو لیکن اسیر رکھتا ہوں

نہ جانے کون سی منزل پہ موت آ جائے

خدا ہی جانے کہاں کا خمیر رکھتا ہوں

دل و دماغ سے کرتا ہوں فیصلے اپنے

میں اپنے عزم کو محمودؔ میر رکھتا ہوں

محمود نشتری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun

Mahmood Nashtari

misal apni baDi be-nazir rakhta hun
main apne aap ko KHud ka asir rakhta hun

yun apne aap ko logo haqir rakhta hun
KHuda gawah ki raushan zamir rakhta hun

unhen yaqin hai meri kaman mein rahte hain
achuk ilm ke tarkash mein tir rakhta hun

main zahira mein hun har chand muflis-o-nadar
dil-o-nigah ko lekin asir rakhta hun

na jaane kaun si manzil pe maut aa jae
KHuda hi jaane kahan ka KHamir rakhta hun

dil-o-dimagh se karta hun faisle apne
main apne azm ko 'mahmud' mir rakhta hun

(574) ووٹ وصول ہوئے

You can read Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun written by Mahmood Nashtari at UrduPoint. Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun is one of the masterpieces written by Mahmood Nashtari. You can also find the complete poetry collection of Mahmood Nashtari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mahmood Nashtari' above.

Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun is a widely read Urdu Ghazal. If you like Misal Apni BaDi Be-nazir Rakhta Hun, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.