Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja, Urdu Ghazal By Mamnoon Nizamuddin

Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mamnoon Nizamuddin. Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو بعد مرگ بھی دل کو رہی کنار میں جا

ممنونؔ نظام الدین

جو بعد مرگ بھی دل کو رہی کنار میں جا

تو سو چکا میں فراغت سے بس مزار میں جا

تمام درد ہوں معلوم کچھ نہیں کہ کہاں

ترے خدنگ نے کی ہے تن نزار میں جا

یہی تو رزق ہے بعد فنا مرا ظالم

سمجھ کے برق شرربار خارزار میں جا

قدم سمجھ کے تو رکھ تشنگان حسرت سے

تہی نہیں ہے ٹک الفت کی رہ گزار میں جا

اٹھی جو کلفت دل کم ہو میری کلفت میں

غبار جیسے کہ مل جائے ہے غبار میں جا

نہ ہو کہیں کہ دو صد خون خفتہ ہوں بیدار

صبا جو جائے تو آہستہ کوئے یار میں جا

خدنگ غمزہ تو خار شگاف ہے اس کا

چھپائے جی کو کوئی کون سے حصار میں جا

ممنونؔ نظام الدین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja

Mamnoon Nizamuddin

jo baad-e-marg bhi dil ko rahi kanar mein ja
to so chuka main faraghat se bas mazar mein ja

tamam dard hon malum kuchh nahin ki kahan
tere KHadang ne ki hai tan-e-nazar mein ja

yahi to rizq hai baad-e-fana mera zalim
samajh ke barq-e-sharar-bar KHarzar mein ja

qadam samajh ke tu rakh tishnigan-e-hasrat se
tihi nahin hai Tuk ulfat ki rahguzar mein ja

uThi jo kulfat-e-dil kam ho meri kulfat mein
ghubar jaise ki mil jae hai ghubar mein ja

na ho kahin ki do-sad-KHun-e-KHufta hon bedar
saba jo jae to aahista ku-e-yar mein ja

KHadang-e-ghamza to KHar-shigaf hai us ka
chhupae ji ko koi kaun se hisar mein ja

(355) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja written by Mamnoon Nizamuddin at UrduPoint. Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja is one of the masterpieces written by Mamnoon Nizamuddin. You can also find the complete poetry collection of Mamnoon Nizamuddin by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mamnoon Nizamuddin' above.

Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Baad-e-marg Bhi Dil Ko Rahi Kanar Mein Ja, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.