Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab, Urdu Ghazal By Manju Kachhawa Ana

Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manju Kachhawa Ana. Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

چھین کر کوئی سکوں بس دے گیا ہے اضطراب

منجو کچھاوا انا

چھین کر کوئی سکوں بس دے گیا ہے اضطراب

جانے کیسے ربط کی یہ ابتدا ہے اضطراب

ہر گھڑی مر کر گزاریں سانس اٹکی ہی رہے

جیتے جی مرنے کے جیسی ہی سزا ہے اضطراب

منزلوں کے بھی نشاں مبہم ہی کرتا جائے گا

بس مسلسل اک سفر ہے راستہ ہے اضطراب

کھنڈروں کی یا بیاباں کی طرف لے جائے جو

ایسی بھٹکاتی ہوئی سی اک صدا ہے اضطراب

شادمانی باغ کی تو ہو گئی مسمار سب

پھول تتلی اور غنچوں میں بچا ہے اضطراب

چاند تارے پھول خوشبو یہ گماں تھے عشق میں

اک کھلا حاصل ہوا اور اک ملا ہے اضطراب

کیسے کہہ دوں اس جہاں میں کوئی بھی میرا نہیں

اجنبی ہر شے ہے چاہے آشنا ہے اضطراب

منجو کچھاوا انا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab

Manju Kachhawa Ana

chhin kar koi sakun bas de gaya hai iztirab
jaane kaise rabt ki ye ibtida hai iztirab

har ghaDi mar kar guzaren sans aTki hi rahe
jite ji marne ke jaisi hi saza hai iztirab

manzilon ke bhi nishan mubham hi karta jaega
bas musalsal ek safar hai rasta hai iztirab

khanDaron ki ya bayaban ki taraf le jae jo
aisi bhaTkati hui si ek sada hai iztirab

shadmani bagh ki to ho gai mismar sab
phul titli aur ghunchon mein bacha hai iztirab

chand tare phul KHushbu ye guman the ishq mein
ek khula hasil hua aur ek mila hai iztirab

kaise kah dun is jahan mein koi bhi mera nahin
ajnabi har shai hai chahe aashna hai iztirab

(742) ووٹ وصول ہوئے

You can read Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab written by Manju Kachhawa Ana at UrduPoint. Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab is one of the masterpieces written by Manju Kachhawa Ana. You can also find the complete poetry collection of Manju Kachhawa Ana by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manju Kachhawa Ana' above.

Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab is a widely read Urdu Ghazal. If you like Chhin Kar Koi Sakun Bas De Gaya Hai Iztirab, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.