Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar, Urdu Ghazal By Manmohan Talkh

Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manmohan Talkh. Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں خود کو ہر اک سمت سے گھیر کر

منموہن تلخ

میں خود کو ہر اک سمت سے گھیر کر

کھڑا ہوں پرے خود سے منہ پھیر کر

نہ خود سے بھی ملنے کی جلدی مچا

مری مان تھوڑی بہت دیر کر

میں اپنا ہی مد مقابل ہوں اب

کہوں خود سے لے اب مجھے زیر کر

کہوگے مگر کیا کہ خود کو تو میں

کہیں سے بھی لے آؤں گا گھیر کر

یوں ہی کھو دیا تجھ کو بھی خود کو بھی

کبھی جلدی کر تو کبھی دیر کر

نہیں سانس لینے کا بھی تلخؔ دم

نہ سانسوں کا تو جمع یہ ڈھیر کر

منموہن تلخ

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar

Manmohan Talkh

main KHud ko har ek samt se gher kar
khaDa hun pare KHud se munh pher kar

na KHud se bhi milne ki jaldi macha
meri man thoDi bahut der kar

main apna hi madd-e-muqabil hun ab
kahun KHud se le ab mujhe zer kar

kahoge magar kya ki KHud ko to main
kahin se bhi le aaunga gher kar

yunhi kho diya tujh ko bhi KHud ko bhi
kabhi jaldi kar to kabhi der kar

nahin sans lene ka bhi 'talKH' dam
na sanson ka to jama ye Dher kar

(499) ووٹ وصول ہوئے

You can read Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar written by Manmohan Talkh at UrduPoint. Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar is one of the masterpieces written by Manmohan Talkh. You can also find the complete poetry collection of Manmohan Talkh by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manmohan Talkh' above.

Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main KHud Ko Har Ek Samt Se Gher Kar, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.