Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota, Urdu Ghazal By Mansoor Khushtar

Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Mansoor Khushtar. Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ میری بیکسی پر کاش تھوڑا مہرباں ہوتا

منصور خوشتر

وہ میری بیکسی پر کاش تھوڑا مہرباں ہوتا

پریشاں حال ہو کر میں یقیناً شادماں ہوتا

یقیں کر کہ میں تجھ سے بھی زیادہ چاہتا اس کو

جو میرے جیسا تیرا اور کوئی قدرداں ہوتا

کھرے کھوٹے کا اندازہ تجھے بھی کچھ تو لگ جاتا

رقیب رو سیہ کا جو لیا گر امتحاں ہوتا

نہ ہوتا دشت و ویرانہ اگر صحرائے بے پایاں

غریب عاشق کوئی آباد پھر جا کر کہاں ہوتا

مکاں اس دور میں پاکٹ ایڈیشن بنتے ہیں خوشترؔ

کوئی دالان آنگن اور کوئی سائباں ہوتا

منصور خوشتر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota

Mansoor Khushtar

wo meri bekasi par kash thoDa mehrban hota
pareshan-haal ho kar main yaqinan shadman hota

yaqin kar ki main tujh se bhi ziyaada chahta us ko
jo mere jaisa tera aur koi qadr-dan hota

khare khoTe ka andaza tujhe bhi kuchh to lag jata
raqib-e-ru-siyah ka jo liya gar imtihan hota

na hota dasht-o-virana agar sahra-e-be-payan
gharib aashiq koi aabaad phir ja kar kahan hota

makan is daur mein pocket edition bante hain 'KHushtar'
koi dalan aangan aur koi saeban hota

(604) ووٹ وصول ہوئے

You can read Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota written by Mansoor Khushtar at UrduPoint. Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota is one of the masterpieces written by Mansoor Khushtar. You can also find the complete poetry collection of Mansoor Khushtar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mansoor Khushtar' above.

Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Meri Bekasi Par Kash ThoDa Mehrban Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.