Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko, Urdu Ghazal By Manzar Bhopali

Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Manzar Bhopali. Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گئے تھے شوق سے ہم بھی یہ دنیا دیکھنے کو

منظر بھوپالی

گئے تھے شوق سے ہم بھی یہ دنیا دیکھنے کو

ملا ہم کو ہمارا ہی تماشا دیکھنے کو

کھڑے ہیں راہ چلتے لوگ کتنی خامشی سے

سڑک پر مرنے والوں کا تماشا دیکھنے کو

بہت سے آئینہ خانے ہیں اسی بستی میں لیکن

ترستی ہے ہماری آنکھ چہرہ دیکھنے کو

کمانوں میں کھنچے ہیں تیر تلواریں ہیں چمکی

ذرا ٹھہرو کہاں جاتے ہو دریا دیکھنے کو

خدا نے مجھ کو بن مانگے یہ نعمت دی ہے منظرؔ

ترستے ہیں بہت سے لوگ ممتا دیکھنے کو

منظر بھوپالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko

Manzar Bhopali

gae the shauq se hum bhi ye duniya dekhne ko
mila hum ko hamara hi tamasha dekhne ko

khaDe hain rah chalte log kitni KHamushi se
saDak par marne walon ka tamasha dekhne ko

bahut se aaina-KHane hain isi basti mein lekin
tarasti hai hamari aankh chehra dekhne ko

kamanon mein khinche hain tir talwaren hain chamki
zara Thahro kahan jate ho dariya dekhne ko

KHuda ne mujh ko bin-mange ye neamat di hai 'manzar'
taraste hain bahut se log mamta dekhne ko

(709) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko written by Manzar Bhopali at UrduPoint. Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko is one of the masterpieces written by Manzar Bhopali. You can also find the complete poetry collection of Manzar Bhopali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Manzar Bhopali' above.

Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gae The Shauq Se Hum Bhi Ye Duniya Dekhne Ko, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.