Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai, Urdu Ghazal By Masoom Ansari

Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Masoom Ansari. Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بہار بن کے چمن کی فضا میں شامل ہے

معصوم انصاری

بہار بن کے چمن کی فضا میں شامل ہے

یہ کس کے جسم کی خوشبو ہوا میں شامل ہے

کبھی ملا نہ کوئی گفتگو ہوئی جس سے

وہ کون ہے جو مری ہر دعا میں شامل ہے

میں جتنا بچ کے چلوں اتنا کھینچتا ہے مجھے

عجب طلسم تمنا خطا میں شامل ہے

سنے گا وہ تو یقیناً جواب بھی دے گا

یہ کیسا ڈر ہے جو میری صدا میں شامل ہے

علاج کے لئے بیمار اب کہاں جائیں

کہ ایک زہر یہاں ہر دوا میں شامل ہے

بنے گی بات بھلا کس طرح وہاں معصومؔ

انا کا رنگ جہاں التجا میں شامل ہے

معصوم انصاری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai

Masoom Ansari

bahaar ban ke chaman ki faza mein shamil hai
ye kis ke jism ki KHushbu hawa mein shamil hai

kabhi mila na koi guftugu hui jis se
wo kaun hai jo meri har dua mein shamil hai

main jitna bach ke chalun utna khinchta hai mujhe
ajab tilism-e-tamanna KHata mein shamil hai

sunega wo to yaqinan jawab bhi dega
ye kaisa Dar hai jo meri sada mein shamil hai

ilaj ke liye bimar ab kahan jaen
ki ek zahr yahan har dawa mein shamil hai

banegi baat bhala kis tarah wahan 'masum'
ana ka rang jahan iltija mein shamil hai

(606) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai written by Masoom Ansari at UrduPoint. Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai is one of the masterpieces written by Masoom Ansari. You can also find the complete poetry collection of Masoom Ansari by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Masoom Ansari' above.

Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.