Iqbaal Ek Kitab, Urdu Nazam By Mateen Achalpuri

Iqbaal Ek Kitab is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Mateen Achalpuri. Iqbaal Ek Kitab comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read Iqbaal Ek Kitab on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اقبال ایک کتاب

متین اچل پوری

دوستو انگریز نے اقبال کو

دینا چاہا جس گھڑی سر کا خطاب

شاعر مشرق نے ان سے یوں کہا

میں اسے ایسے نہیں لوں گا جناب

ہیں میرے استاد علم و فضل میں

بے مثال و بے نظیر و لا جواب

پہلے یہ اعزاز ان کو دیجئے

شوق سے پھر اس کو میں لوں گا جناب

بولا یوں انگریز کہ لکھی نہیں

آپ کے استاد نے کوئی کتاب

صاحب تصنیف جب تک وہ نہ ہوں

دے نہیں سکتے انہیں سر کا خطاب

بولے اقبال آپ نے دیکھی ہے کیا

مجھ سے بڑھ کر بھی کہیں کوئی کتاب

مانی آخر شاعر مشرق کی بات

رہ گیا انگریز ہو کے لا جواب

متین اچل پوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Iqbaal Ek Kitab

Mateen Achalpuri

dosto angrez ne iqbaal ko
dena chaha jis ghaDi sir ka KHitab
shair-e-mashriq ne un se yun kaha
main use aise nahin lunga janab
hain mere ustad ilm-o-fazl mein
be-misal-o-be-nazir-o-la-jawab
pahle ye eazaz un ko dijiye
shauq se phir us ko main lunga janab
bola yun angrez ki likkhi nahin
aap ke ustad ne koi kitab
sahab-e-tasnif jab tak wo na hon
de nahin sakte unhen sir ka KHitab
bole iqbaal aap ne dekhi hai kya
mujh se baDh kar bhi kahin koi kitab
mani aaKHir shair-e-mashriq ki baat
rah gaya angrez ho ke la-jawab

(622) ووٹ وصول ہوئے

You can read Iqbaal Ek Kitab written by Mateen Achalpuri at UrduPoint. Iqbaal Ek Kitab is one of the masterpieces written by Mateen Achalpuri. You can also find the complete poetry collection of Mateen Achalpuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Mateen Achalpuri' above.

Iqbaal Ek Kitab is a widely read Urdu Nazam. If you like Iqbaal Ek Kitab, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.