Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya, Urdu Ghazal By Meer Ali Ausat Rashk

Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Ali Ausat Rashk. Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میرے لیے دنیا کے قضایا کو بنایا

میر علی اوسط رشک

میرے لیے دنیا کے قضایا کو بنایا

تیرے لیے آسائش دنیا کو بنایا

مظروف سے تقدیم کہاں ظرف نے پائی

دل بعد بنا پہلے تمنا کو بنایا

ہوتا چلا آتا ہے زمانہ تہہ و بالا

اعلیٰ کو بگاڑا کبھی ادنیٰ کو بنایا

مے خانہ دنیا میں ہے افراط مے عز

جھکنے کے لیے گردن مینا کو بنایا

ہے گفت و شنید ایسے سے اے رشکؔ کہ جس نے

گوشہ شنوا و لب گویا کو بنایا

میر علی اوسط رشک

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya

Meer Ali Ausat Rashk

mere liye duniya ke qazaya ko banaya
tere liye aasaish-e-duniya ko banaya

mazruf se taqdim kahan zarf ne pai
dil baad bana pahle tamanna ko banaya

hota chala aata hai zamana tah-o-baala
aala ko bigaDa kabhi adna ko banaya

mai-KHana-e-duniya mein hai ifraat-e-mai-e-izz
jhukne ke liye gardan-e-mina ko banaya

hai guft-o-shunid aise se ai 'rashk' ki jis ne
gosha-e-sunwa-o-lab-e-goya ko banaya

(349) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya written by Meer Ali Ausat Rashk at UrduPoint. Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya is one of the masterpieces written by Meer Ali Ausat Rashk. You can also find the complete poetry collection of Meer Ali Ausat Rashk by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Ali Ausat Rashk' above.

Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mere Liye Duniya Ke Qazaya Ko Banaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.