Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai, Urdu Ghazal By Meer Asar

Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Meer Asar. Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب غیر سے بھی تیری ملاقات رہ گئی

میر اثر

اب غیر سے بھی تیری ملاقات رہ گئی

سچ ہے کہ وقت جاتا رہا بات رہ گئی

تیری صفات سے نہ رہا کام کچھ مجھے

بس تیری صرف دوستی بالذات رہ گئی

کہنے لگا وہ حال مرا سن کے رات کو

سب قصے جا چکے یہ خرافات رہ گئی

دن انتظار کا تو کٹا جس طرح کٹا

لیکن کسو طرح نہ کٹی رات رہ گئی

بس نقد جاں ہی صرف اثرؔ نے کیا نثار

غم کی ترے سب اور مدارات رہ گئی

میر اثر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai

Meer Asar

ab ghair se bhi teri mulaqat rah gai
sach hai ki waqt jata raha baat rah gai

teri sifat se na raha kaam kuchh mujhe
bas teri sirf dosti bizzat rah gai

kahne laga wo haal mera sun ke raat ko
sab qisse ja chuke ye KHurafat rah gai

din intizar ka to kaTa jis tarah kaTa
lekin kaso tarah na kaTi raat rah gai

bas naqd-e-jaan hi sirf 'asar' ne kiya nisar
gham ki tere sab aur mudaraat rah gai

(399) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai written by Meer Asar at UrduPoint. Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai is one of the masterpieces written by Meer Asar. You can also find the complete poetry collection of Meer Asar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Meer Asar' above.

Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ghair Se Bhi Teri Mulaqat Rah Gai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.